Kidney Liver Stone- Pathari

Pathri, Stone, Renal, Vesical Treatement Hindi

पथरी (stone)गुर्दे और मूत्राशय दोनो मे हो सकती है. छोटे-छोटे पत्थर  के चूरे को मूत्र (पेशाब) रेणु कहते है. मूत्र रेणु सफ़ेद  और ईट की तरह लाल रंग के होते है. ये मूत्र रेणु ही आपस मे मिलकर मटर की तरह छोटे-छोटे पत्थर (stone)बन जाते है. पथरी (रीनल स्टोन) गोल, अंडाकार, चपटी, चिकनी, खुरदरी, सख़्त, नरम, छोटी और आलू जैसी 2-3 इंच की हो सकती है. जिनके मूत्र (पेशाब) मे कॅल्षियम अधिक आता है उनको पथरी अधिक बनती है.

Patari Stone Gharelu Nuskhe, Upchar, Ilaj
Pathari Stone treatment hindi

 

 Pathri ke lakshan, Pathri ke lakshan in hindi-

 
पथरी रोग मेपेशाब करते समयदर्द होता है. पेशाब (मूत्र) रुकरुककर आता है.मूत्र (पेशाब) केसाथ पीप याकभीकभी खूनभी आता है. लिंग के अगलेहिस्से मे दर्दभी होता है.पथरी (stone)जबमूत्राशय मे उतारआती है तोतब बहुत  जादा तड़पनेवाला दर्द होताहै. दर्द केकारण पथरी रोगीका जी मिचलाना,उल्टी आदि होनेलगता है. पेशाबकरते समय औरपेशाब के बादलिंग मुण्ड मेदर्द, जलन होनेके साथ बारबार पेशाबआता है.

Kidney Stone Treatment, Liver Stone Treatment- Pathari Ka Upchar, Pathari Upay, Pathari Ilaj, Pathari ke Nuskhe

  1) Pathari (Stone) ka Ayurvedic Treatment- कलमीशोरा 3 ग्राम, तेलिया सोहागा 3 ग्राम पीसकर, एक 125 m.l दूध वा एक 125 m.l  पानी मे मिलकर  पीने से पथरी (स्टोन) रोग मे बहुत फ़ायदा होता है.
2) Pathri ka ilaj in hindi- चंदन के तेल की 10 बूँदो को बताशे मे भरकर दिन मे 3 बार खाने से पथरी रोग के इलाज मे कारगर है.
3) Pathri ka gharelu ilaj in hindi- फिटकरी का फूला 1.5 ग्राम, कलमीशोरा 1.5 ग्राम और शक्कर 25 ग्राम, पानी मे मिलकर रोगी को रोज पेलने से पथरी रोग ठीक हो जाता है.
4) Pathri ke liye gharelu nuskhe- अंगूर के एक ताजे पत्ते को आधे नींबू के रस मे खरल करके रोगी को खिलाने से पथरी मे बहुत फायदा होता है.
5) Stone (Pathri) home remedies-फिटकरी का फूला 3 ग्राम को, 250m.l छाछ(मठ्ठे) मे डालकर रोज दिन मे 2 बार पीने से पथरी (स्टोन) गल के ख़तम हो जाती है.
6) Pathri Ki dawa- 5 ग्राम पीसी हुई हल्दी, 50 ग्राम पुराने गुड मे मिलकर रोज 10 ग्राम, चावल की 1– ग्राम कांजी मे लेने से पथरी रोग मे रहत मिलता है.
8) Pathri ka gharelu ilaj in hindi- गोखरू, किरमला की गिरी, डाभ की जड़, कास की जड़, आंवला, हरड़ की छाल सभी को 25 ग्राम मात्रा लेकर, 50 ग्राम जाव के साथ कूटकर, एक लीटर पानी मे काढ़ा बनाकर रोज 25 ग्राम शहद के साथ लेने से पथरी ठीक हो जाती है.
9) Pathri ke upay- 25 ग्राम पेठे के रस मे चुटकी भर भूनी हींग डालकर पीने से पथरी रोग मे रहत मिलती है.
10) Pathri Dard Ka Upchar- गोखरू 10 ग्राम के चूरन मे 25 ग्राम शहद मिलकर भेड़ के दूध के साथ पिए, तो पथरी दर्द को कम करता है.

Stone Pathri Gharelu Upchar| Pathari ka Gharelu Nuskhe| Stone Pathari Gharelu Ilaj

 1)  Pathri stone disease Treatment hindi-एक अंजीर के  टुकड़े करके दूध मे डालकर उबाले. इस दूध को रात को सोते समय एक घंटा पहले ही घूँट-घूँट करके पीते हुए अंजीर के टुकड़े चबा-चबाकर  खा जाए, सुबह खुला दस्त आएगा. ये नुस्ख़ा पथरी को काट या गला देता है और पथरी पेशाब के रास्ते शारीर से बाहर निकल जाती है.
2) Stone Pathri Desi Upchar-  स्टोन या पथरी हो जाने पर  आधा कप मूली के पत्तो के रस  मे 2 ग्राम शोरा मिलकर कुछ दिन सुबह रोज पानी से पीने से पथरी टुकड़े-टुकड़े होकर निकल जाती है.
3) Stone Pathari Desi Ilaj-अंगूर के रस या पुराने घी के साथ केसर आधा ग्राम की मात्रा मे रोज लेने से  पथरी रोग ठीक हो जाता है.
4)  Pathri stone Desi Nuskhe-  मौलसिरी के फूल का शरबत पेशाब (मूत्राशय की पथरी) और गुर्दे के पथरी के लिए बहुत  लाभदायक है. इससे पथरी गलकर या घुलकर पेशाब के रास्ते शरीर से बाहर निकल जाती है.
5)  Stone Pathri Gharelu Upay- पथरी रोग से परेशान  इंसान को भोजन के उपरांत खरबूजे का सेवन करना चाहिए, पथरी रोग मे ज़रूर लाभ होगा.
6) सूखे आवले को कूट-पीसकर चूरन बना ले और इस चूरन को कुछ दिन तक मूली के साथ लेने से पथरी रोग से छुटकारा मिल जाएगा.
7) गाजर के बीज और शलजम के बीज 2-2  ग्राम ले और एक मूली को अंदर से खोखला करके उसमे भर ले और मूली का मूह बंद करके ग्राम राख मे भरते की तरह  भुन ले. जब भुन जाए तो बीज निकल ले. 25 ग्राम सुबह-शाम पानी के साथ 40 दिन खाए. पेशाब खुलकर आएगा और पथरी शरीर  से बाहर  निकल जाएगी
8)Pathri ka dard ka ilaj- लोहे की अंगूठी दाहिने हाथ की मधियमा (बीच की उंगली) मे पहनने से  पथरी का दर्द कम हो जाता और जल्दी ही बंद हो जाता है.
9) नाशपाती और बब्बूगोशा का रस  दिन मे 5 बार पिए पथरी रोग ठीक हो जाता है.
10) नीम  के पत्तो को छाया मे सुखकर किसी बर्तन मे जलाए. जल पाने पर बर्तन धक  कर रख दे. 4 घंटे बाद इन्हे पीस ले. यह पत्तियो की राख एक चम्मच ठंडे पानी के साथ रोज 3 बार ले

Stone Pathri Desi Nuskhe| Stone Pathri Desi Ilaj| Stone Pathri Desi Upchar| Stone Pathri Desi Upay| Stone Pathri Desi Treatment| Stone Pathri Desi Tutke

1) Stone Pathri Desi Nuskhe-ककड़ी के बीजो को मिश्री के साथ पीसकर  पिलाने से पथरी के रोगी का दर्द और पथरी ख़त्म हो जाती है.
2) Stone Pathri Desi Ilaj- गुर्दे (किड्नी स्टोन) और मूत्राशय (लिवर स्टोन) पथरी हो तो रात को चने की दाल  भेगो दे, सुबह उस दाल मे शहद  मिलकर खाए. पथरी स्टोन गाल कर बाहर निकल जाएगी.
3) Stone Pathri Desi Upchar- मूली के बीजो का चूरन सुबह  शाम पीने से पथरी मे बहुत लाभ होता है.
4) Stone Pathri Desi Upay- पथरी रोगो मे या गुर्दे के अन्य रोगो वा पेशाब मे जलन या खुलकर पेशाब ना आने पर पालक के एक कप  रस मे आधा कप नारियल का पानी लेने से उपयुक्त सभी रोग ठीक हो जाएगे.
5) Stone Pathri Desi Treatment- जिन लोगो को पथरी की परेशानी है उन्हें कुलथी के आटे की रोटिया हरी सब्जी के साथ खानी चाहिए.
6) Stone Pathri Desi Tutke- सहजन की सब्जी खाने से गुर्दे (किड्नी स्टोन) और मूत्राशय (लिवर स्टोन) पथरी पेशाब के साथ बाहर निकल जाती है.
7) Pathari ke Gharelu desi Upchar- मूली का रस 100 ग्राम मिश्री मिलकर सुबह बिना कुछ खाए पिए लेने से पथरी का दर्द  को कम करता है और पथरी को गलाता है. मूली के पत्तो को भी पथरी रोगी में चबा-चबाकर खाए.
8) Pathari ke Gharelu desi Ilaj-  गोखरू का 5 ग्राम चूरन शहद मे चाटते रहने रहे. ऊपर  से पानी पी ले. पथरी टूट-टूट कर निकल जाएगी.
9) एक गाजर 50 ग्राम दही और मठ्ठे  में उबले. इसमें सहद मिलकर खाये. पथरी टूट-टूट क्र निकल जाएगी.
10) गेहू और चने उबालकर चयन ले  और वही पानी पी ले. बचे गेंहू और चने को पीसकर रोटी बनाकर खा ले. 45 दिन मे चाहे गुर्दे की पथरी (किड्नी स्टोन) हो या मूत्राशय की पथरी (लिवर स्टोन) पथरी खंड खंड होकर निकल जाती है.
10) केवल खीरे का रस या केवल चुकंदर का रस 30 ग्राम  दिन मे 4 बार पीने से भी पथरी निकल जाती है.

Pathri, Stone, Renal, Vesical Treatement Hindi

Pathari (Stone) gurde aur mutrashay dono me ho skti hai. Chote-Chote pathar (Renal) ke chure ko mutra (peshab) renu kahte hai. Mutra Renu safeed aur iet ki trah lal rang ke hote hai. Ye mutra renu hi apas me milkar matr ki trah chote-chote pathar (Stone) ban jate hai. Pathari (Renal Stone) gol, andakar, chapti, chikni, khurdari, sakht, naram, choti aur aalu jaisi 2-3 inch ki ho skti hai. Jinke mutra (peshab) me calcium adhik ata hai unko pathari adhik banti hai.

Pathri ke lakshan, Pathri ke lakshan in hindi-

Pathari Rog me Peshab karte samay dard hota hai. Peshab (Mutra) ruk-ruk kar aata hai. Mutra (Peshab) ke sath peep ya kabhi-kabhi khoon bhi bhi ata hai. Ling ke agle hisse me Dard bhi hota hai.Pathri (Stone) jab mutrashay me utar aati hai to tab bhut jada tadapne vala dard hota hai. Dard ke karan pathari rogi ka jee michlana,ulti aadi hai. Peshab karte samay aur peshab ke bad ling mund me dard, jalan hone ke sath bar-bar peshab aata hai.

Kidney Stone Treatment, Liver Stone Treatment- Pathari Ka Upchar, Pathari Upay, Pathari Ilaj, Pathari ke Nuskhe

1) Pathari (Stone) ka Ayurvedic Treatment- Kalmeshora 3 gram, telliya sohaga 3 gram peeskar, ek 125 m.l dudh va ek 125 m.l pani me milakar rog peene se pathari (stone) rog me bhut fayada hota hai.
2) Pathri ka ilaj in hindi- Chandan ke tel ki 10 bundo ko batashe me bharkar din me 3 bar khane se pathari rog ke ilaj me kargar hai.
3) Pathri ka gharelu ilaj in hindi- Fitkari ka fula 1.5 gram, kalmeshora 1.5 gram aur shakkar 25 gram, paani me milakar rogi ko roj pelane se pathari rog thik ho jata hai.
4) Pathri ke liye gharelu nuskhe- Angur ke ek taje patte ko adhe nimbu ke rs me kharal karke rogi ko khilane se pathari me bhut fayda hota hai.
5) Stone (Pathri) home remedies-Fitkari ka fula 3 gram ko, 250 m.l chach(mathe) me dalkar roj din me 2 bar peene se pathari (Stone) gal ke khatam ho jati hai.
6) Pathri dawa- 5 gram peesi hui haldi, 50 gram purane gud me milakar toj 10 gram, chaval ki 1– gram kanji me lene se pathari rog me rakhat milta hai.
8) Pathri ka gharelu ilaj in hindi- Gokhru, kirmala ki giri, daabh ki jad, kaas ki jad, amla, hrad ki chaal sabhi ko 25 gram matra lekr, 50 gram jav ke sath kutkar, ek litre panni me kadha banakar roj 25 gram shahed ke sath lene se pathari thik ho jati hai.
9) Pathri ke upay- 25 gram pethe ke rs me chutki bhar bhuni heeng dalkar peene se ashmari (pathri) rog me rahat milti hai.
10) Pathri Dard Ka Upchar- Gokhru 10 gram ke churan me 25 gram shahed milakar bhed ke dudh ke sath piye, to pathari dard ko karta hai.

Stone Pathri Gharelu Upchar| Pathari ka Gharelu Nuskhe| Stone Pathari Gharelu Ilaj


1) Pathri stone disease Treatment hindi- Ek anjeer ke  tukde karke dudh me dalkar ubale. Is dudh ko raat ko eote samay ek ghanta pahle hi ghut-ghut karke peete huye anjeer ke tukde chaba-chavkar kha jaye, subh khula dast ayega. Ye Nuskha pathari ko kat ya gala deta hai aur pathari peshab ke raste shrir se bahar nikal jati hai.
2) Stone Pathri Desi Upchar- Stone ya Pathari ho jane par  adha cup muli ke patto ke rs me 2 gram shora milakar kuch din subh roj paani se peene se pathari tukde-tukde hokar nikal jati hai.
3) Stone Pathari Desi Ilaj- Angur ke rs ya purane ghee ke sath kesar adha gram ki matra me toj lene se  pathari rog thik ho jata hai.
4) Pathri stone Desi Nuskhe- Maolsiri ke fool ka sarbat peshab (mutrashay ki pathri) aur gurde ke pathari ke liye bhut labhdayak hai. Isse pathari galkar ya ghulkar peshab ke raste shrir se bahar nikal jati hai.
5) Stone Pathri Gharelu Upay- Pathari rog se preshan insan ko bhojan ke uprant karbujo ka sevan karna chahiye, pathari rog me jarur labh fayda hoga.
6) Sukhe amale ko koot-peeskar churan bana le aur is churan ko kuch din tak muli ke sath lene se pathari rog se chutkara mil jayega.
7) Gajar ke beej aur shaljam ke beej 2-2 le aur ek muli ko andr se khokhla karke usme bhar le aur muli ka muh band karke gram raakh me bhurte ki trah bhun le. jab bhun jaye to beej nikal le. 25 gram subh-sham paani ke sath 40 din khaye. Peshab khulkar ayega aur pathari shrir se bahr nikal jayegi
8) Pathri ka dard ka ilaj- Lohe ki anguthi dahine hath ki madhiyma (beech ki ungli) me pahnne se  pathri ka dard kaam ho jata aur jaldi hi band ho jata hai.
9) Naashpaati aur babugosha ka rs din me 5 bar piye pathri rog thik ho jata hai.
10) Neem ke patto ko chaya me sukhkar kisi bartan me jalayee. Jal paane par bartan dhak kar rakh de. 4 ghante bad inhe pees le. Yeh pattiyo ki rakh ek chammach thande pani ke sath roj 3 bar le. Kuch hi dino me gurde va mutrshay ki pathri galkar nikal jayegi.

Pathari Stone Ayurvedic Treatment| Stone Pathari Ayurvedic Upchar| Pathari Stone Ayurvedic Ilaj| Pathari Ayurvedic Upay| Stone Pathari ke Nuskhe


1) Gurde ki Pathari (Kidney Stone Treatment hindi) Ilaj- Gurde (Kidney) ki pathari me elayachi, shilajeet pepar ke barabar bhag ka churan usi ke anupat me mishri milakar ek chammach ki matra subh-sham pani se le. Kuch din me Gurde (kidney) ki pathari (stone) galne lagega.
2) Pathari Stone Ayurvedic Treatment-Soob ki jad sahit ukhad kar iski pattiyo thod de aur thandal va jad ko pani se shokar saaf kar le aur peeskar chaan le. Is dawa me mishri milakr ek gilas rs pee le. Roj 2 bar peete rahne se pathari gal jayegi. Peshab khulkar ayega. Ek bar me adha kilo doob le.
3) Stone Pathari Ayurvedic Upchar- Gurde aur mutrashay (Liver & Kidney Stone) me pathari kai bar opertion karke nikal dene ke bad bhi banti hai to seb ka rs peene se pathari banna band ho jati hai aur bani hui pathari ghis ghis kar peshab (mutra) dwara bahar aa jati hai.
4) Pathari Stone Ayurvedic Ilaj- Aam ke taja patte chaya me sukhakar bareek pees le. 8 gram tog basi pani ke sath subh faak ke pathari rog khatam ho jayega.
5) Paka jamun khane se pathari rog thi ho jata hai. Aur jamun ki guthali ka churan dahi ke sath khaye.
6) Pathari Ayurvedic Upay- Nariyal ka pani peene se pathari nikal jati hai.
7) Stone Pathari ke Nuskhe- Gajar, Chukander, Kakdi ya kheere ka rs roj 150 gram milakar peene se bhut jada fayda hota hai. Keval gajar ka rs roj 3-4 bar peene se gurde aur mutrashay ki patharu tut-tut kar nikal jayegi. Gajar ke beejo ko peeskar fanki lene se bhi pathari nikal jayegi.
8) Pyaj ka rs nikalkar usme mishri milakar kuch dino tak peene se mul nali ki pathari dheere dheere tutkar nikal jati hai.
9) Flaash ke fulo ko pakakar uski potali bandhkar rogi ke msahe par gram-gram senk karna chahiye. Pathari ke karan mutra band ho gaya ho peshab ana chalu ho jayega.
10) Mehandi ke sevan se pathari dur ho jati hai. Iske liye 6 gram mehandi ke patte adha letre paani me ubale. Jab paani 1/3 shes bache to chaankar gram hi rogi ko pilaye. Is ayuvedic treatment ko 7 din kare.

Stone Pathri Desi Nuskhe| Stone Pathri Desi Ilaj| Stone Pathri Desi Upchar| Stone Pathri Desi Upay| Stone Pathri Desi Treatment| Stone Pathri Desi Tutke

1) Stone Pathri Desi Nuskhe- Kakdi ke beejo ko mishri ke sath ghot-peekar pilane se pathari ke rogi ka dard aur pathari khatm ho jati hai.
2) Stone Pathri Desi Ilaj- Gurde (Kidney Stone) aur Mutrashay (Liver Stone) pathari ho to raat ko chane ki daal bhego de, subh us daal me shahed milakar khaye. Pathari stone gal kar bhar nikal jayegi.
3) Stone Pathri Desi Upchar- Muli ke beejo ka churan subh shaam peene se pathari me bhut laabh hota hai.
 4) Stone Pathri Desi Upay- Pathari rogo me ya gurde ke anay rogo va peshab me jalan ya khulkar peshab na aane par palak ke ek cup rs me adha cup nariyal ka paani lene se upyukt sabhi rog thik ho jayege.
5) Stone Pathri Desi Treatment- Jin logo ko pathari ki preshani hai unhr kulthi ke aate ki rotiya hari sabji ke sath khani chaye.
6) Stone Pathri Desi Tutke- Sahjan ki sabji khane se gurde (Kidney Stone) aur mutrashay (Liver Stone) pathri peshaab ke sath bahr nikal jati hai.
7) Pathari ke Gharelu desi Upchar- Muli ka rs 100 gram mishri milakar subh bina kuch khaye piye lene se Pathari ka dard ya stone pain ko kaam karta hai aur pathari ko galata hai. Muli ke bhi pathri rogi chaba-chabakar khaye.
8) Pathari ke Gharelu desi Ilaj- Gokhru ka 5 gram churan shahed me chate rahne rahe. Uper se paani pee le. Pathari tut-tut kar nikal jayegi.
9) Ek gajar 50 gram chaan le aur vahi paani pee le. Bache genhu aur chane ko peeskar roti banakar kha le. 45 Din me chahe gurde ki pathari (kidney Stone) ho ya mutrashay ki pathari (Liver Stone) pathari khand khand hokar nikal jati hai.
10) Keval kheere ka rs ya keval chukander ka 30 gram  rs din me 4 baar peene se bhi pathari nikal jati hai.

http://feeds.feedburner.com/AyurvedKeNuskhe

Share this post: